HINDUSTAN QUIZ 3NOVEMBER

Store: Read More

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Charcha mein kya ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-NATO sport and procurement agency mein Shamil hone wala 7th sadasya Desh kaun sa banaa hai? •A1-(B) UKRAINE •Q2-kaun sa pehla Kendra shasit Pradesh ULLAS pahel ke tahat 100% sakshar rajya banaa hai? •A2-(C) LAKSHADWEEP •Q3-Kis Desh Ne 'BE READY' Namak 3 sal ki rashtriya aapatkalin taiyari pahal ki shuruaat ki? •A3-(C) BRITAIN •Q4-mens rising stars Asia Cup ka aayojan kahan hoga? •A4-(B) DOHA •Q5-Anant Singh Bihar ki kis vidhansabha seat se vidhayak Hain? •A5-(B) MOKAMA ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Current affairs quiz ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-Bharat ke niyantrak & mahalekha parikshak CAG ki niyukti Kaun karta hai? •A1-(C) RASHTRAPATI •Q2-rajyasabha ke sadasyon ka karyakal kitne varshon ka hota hai? •A2-(C) 6YEARS •Q3- sanvidhan ke Kis anuchchhed mein sanvaidhanik upcharon Ka Adhikar Diya gaya hai? •A3-(D) ANUCHCHHED 32 •Q4-Dal-Badal virodhi Kanoon sanvidhan ki Kis anusuchi mein Shamil Hai? •A4-(C) 10TH ANUSUCHI •Q5-Bharat ki sabse lambi Nadi kaun si hai, jiska pura pravah Bharat ki Seema ke bheetar hai? •A5-(B) GODAVARI