HINDUSTAN QUIZ 13NOVEMBER

Store: Read More

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Charcha mein kya ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-kendra sarkar ne kitne crore rupees ki lagat se ' yuge yugeen bharat museum ' banane ko manjuri di hai? •A1-(B) 3,230 CRORE RUPEES •Q2-Delhi mein 12 November ko vayu gunvatta suchkank (AQI) Kitna darj Kiya gaya? •A2-(C) 307 •Q3-Tata samuh ki kitni companiyon ke board se Noel Tata 12 November ko pad chhodane ja rahe hain? •A3-(D) *6* •Q4-Jammu-kashmir ke kis jile mein lapata hue 2 special police officer (SPO) ke shav baramad kiye gaye? •A4-(B) KISHTWAR •Q5-Bhartiya nausena aur Oman ki royal navy ke bich aayojit dwipakshiya samudri abhyas ka naam kya hai? •A4-(C) NASEEM AL BAHR ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Current affairs quiz ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-Manav sharir mein insulin hormone ko utpadan Kaunsa ang karta hai? •A1-(B) AGNASHAY •Q2-'Gitanjali' pustak ke lekhak kaun hai? •A2-(C) RABINDRANATH TAGORE •Q3-Bharat ka sabse Lamba bandh kaun sa hai? •A3-(C) HIRAKUD BANDH •Q4-prakash sanshleshan ki prakriya mein paudhe kaun si gas grahan karte hain? •A4-(C) CARBON DIOXIDE •Q5-Bharat mein panchayati Raj vyavastha sabse pahle kis rajya mein lagu hui thi? •A5-(B) RAJASTHAN