HINDUSTAN QUIZ 12NOVEMBER

Store: Read More

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Gear Gadget ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-QR code ka aavishkar 1994 mein Kis Desh mein automobile parts ko track karne ke liye Kiya gaya tha? •A1-(C) JAPAN •Q2-duniya Se pahle commercial humanoid robot ka naam kya hai, jise Saudi Arab ki nagrikta Mili Hai? •A2-(A) SOPHIA •Q3-smartphone ki battery khatm hone per use Ghar Se Bahar charge karne ke liye Ham kis portable gadget ka upyog karte Hain? •A3-(B) POWER BANK •Q4-Wi-Fi ka aavishkar mool roop se kis desh mein hua tha? •A4-(B) AUSTRALIA •Q5-computer virus se bachane wale software ko kya kaha jata hai? •A5-(B) ANTI-VIRUS ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• GOOGLY QUIZ 2026 ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-IPL ke itihaas ka sabse mehanga Khiladi kaun hai? •A1-(C) RISHABH PANT •Q2-T20I cricket mein sabse bada score kis team ne banaya Hai? •A2-(D) ZIMBABWE •Q3-test cricket mein Sabse Badi pari khelne wale ballebaaz ka naam kya hai? •A3-(B) BRAIN LARA •Q4-world cup ke itihaas mein sabse jyada run kis ballebaj ne banae Hain? •A4-(D) SACHIN TENDULKAR •Q5-ODI cricket mein sabse jyada wicket kis gendbaaz ne chatkae Hain? •A5-(A) MUTTIAH MURALITHARAN ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• CURRENT AFFAIRS QUIZ ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-Bharat ka pehla Swadeshi super computer Kaun Sa tha? •A1-(A) PARAM 8000 •Q2-Bharat mein rashtriy matdata Divas kab manaya jata hai? •A2-(B) 25 JANUARY •Q3-baudh Dharm ke triratan mein kaun sa vikalp Shamil nahin Hai? •A3-(D) VED •Q4-Bharat mein Parmanu urja aayog ki sthapna kis varsh hui thi? •A4-(A) 1948 •Q5-kis Bhartiya rajya Ko 'masalon Ka bagicha' bhi kaha jata hai? •A5-(B) KERALA ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• CHARCHA MEIN KYA ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-Jammu-Kashmir ke kis jile mein aatankiyon ne budhwar ko CRPF javanon per hamle kiye hain? •A1-(B) KULGAM •Q2-Assam ki rajdhani Guwahati ke pass kaun si train durghatnagrast hui hai? •A2-(A) SAIRANG-KOLKATA EXPRESS •Q3-10 lakh Se jyada jansankhya Wale Kis Shahar Ne swachhata sarvekshan mein pehla sthan hasil kiya hai? •A3-(B) NAVI MUMBAI •Q4-Bharat mein 11 November 2026 se kis utpad ke niryat per pratibandh lagaya hai? •A4-(A) LITHIUM-ION BATTERY BLACK MASS •Q5-kendriya mantrimandal Ne Noida- Greater Noida metro ki kis line ke vistar ko manjuri di hai? •A5-(C) AQUA LINE